Sunday, May 31, 2009

Kyun Na Jane Kyun.......

Kyun na jane kyun,
Tumpe marne laga hoon main!!!!
Kyun na jane kyun,
Ishq karne laga hoon main!!!!

Tum bhi jano na...tum bhi puchho na,
Tum bhi bolo na...tum bhi socho na....
Kyun na jane kyun...........

Tum mile jabse ..kya kahoon tabse,
Zindagi zindagi ban gayee.......
Ek sahara ho...bas hamara ho..
tere hone ka kar loon yakin

Tum bhi jano na...tum bhi puchho na,
Tum bhi bolo na...tum bhi socho na....
Kyun na jane kyun...........

Meri aankhon me..meri sanso mein...
ab bas bhi jao tum!!!!!!!!!!!!!!
Tum safar me ho..tum nazar me ho,
Is dil zigar me tum!!!!!!!!!!!!

Tum bhi jano na...tum bhi puchho na,
Tum bhi bolo na...tum bhi socho na....
Kyun na jane kyun...........

1 comment:

Anonymous said...

thnx u brij Jee jo apne mera blog read kiya........... waise likhte to aap bhi bahut umda hai